Fading Us

Yeah, I'm the person who always thinks do overthnk. Actually kabhi kabhi har kisi k saath aisa huaa hi hota bhai ye toh universal problem jab hum chahte he ki hamaara favourite person hamaare saath rahe or voh hota nhi sirf ek sapna hi ban jaata he. Unka hamare liye kam vaqt spend karna,fir dusra unko hamaare baat hurt hojaana jab ki hamaara koi intension nhi hota lekin kya kar sakte. Sabse zyada hurt ye hota he ki unka hame chodkar chale jaana . Jab aisa ho toh I'm always silent π. Just ignoring it with tears in my eyesπ₯Ί.
Lekin aisa nhi hota voh insaan bhi hamaare Bina khush hota voh bhi apne aap me ghut taπ£ rehta bas voh dikhata nhi voh bhi rota he bas voh saamne se has deta he agar tumhaare saath bhi aisa hota he toh uska ye matlab nhi ki voh unhe tumhaari parvaah nhi unke Mann kewal aap hi chalte rehte ho voh bas jataata nhi π. Isliye agar kabhi agar tumhaare saath aisa ho toh ye mat samjhna ki voh tumhe bhul gaya he.Uske dil me hamesha tumhaara hi khayaal hota he. Aur prakriti kabhi tumhe alag nhi hone degi ππ₯Ί
