part1

"purani yaado ka safar bhi kamal ka hota hai ✨ chehre par muskurahat aur dil me thoda sa sukoon de jata hai "🌸 ye meri pahli post hai 👋 aap sabhi ko kaisi lagi jarur bataye 😊
👉Kuch lamhe zindagi me ase ate hain jo hamesa ke liye dil ❤me bas hain
Wakt to un yado ko lekar aage badh jata hai par hum jab bhi un yadon ke bare me sochte hai to ek thandi saans aur sukoon milta hai 👈
Purane dost Bo beeta Hua bachpan aur Bo hansi majak sab kuch yad ata hai..
Ab is naye aap par me apni aisi hi pyari batein aur beeti yadein ap sabhi ke sath share karti rahungi 😇apko mera ye chota sa vichar Kaisa laga mujhe comment karke jarur bataiyega
Meri pahli post and beeti yad jo hamesa h sath jo
- वक्त की रफ्तार चाहे जितनी भी तेज़ हो, पुरानी यादें दिल के किसी कोने में हमेशा महफूज़ रहती हैं। ये बीती यादें ही हैं जो हमें आगे बढ़ने का हौसला देती हैं और हमारे बीते कल को हमारे आज से जोड़े रखती हैं।"
Comment krke jarur bataye ka ka isi lagi ap sabhi ko Meri Pahli post @ks.. Asr
